Faisalabad ATC ne May 9 case mein PTI leaders Omar Ayub, Shibli Faraz aur Zartaj Gul ko 10 saal qaid ki saza suna di. Fawad Chaudhry aur Zain Qureshi bari. 3 din mein itne saalon ki saza par Gohar ka tough reaction: “Yeh faislay jamhooriyat tabah kar rahe hain, adliyah se log mayoos ho gaye hain.”