Syeda Aliza ne drama ‘Dar-e-Nijat’ ke aik scene ko share karte hue haqiqi zindagi ki sachaai par baat ki hai. Unka kehna hai ke asal zindagi mein Zamil jese kirdar ki tabahi ke baad koi Abu Bakar bachaane nahi aata, balkay aapka sabr, taleem, career, taqwa aur walidain hi aapka sahara bante hain.