Former actress Areej Fatima ne cancer se sehatyabi ke baad apne family ke saath Umrah ada kar liya! Instagram par unhon ne kaha ke yeh unke liye bohot emotional aur sukoon bhara lamha tha. Areej ne mashwara diya ke Umrah ke doran tasveerain na kheenchein, sabr bhi eik ibadat hai.