Ananya Panday ne show ‘Two Much With Kajol and Twinkle’ par Gen Z ka defence kiya! Unhone kaha ke aaj ki generation apni feelings aur mental health ko samajhti hai aur khule taur par baat karti hai. Farah Khan aur Twinkle Khanna ne mazak mein kaha, “Gen Z toh har cheez se traumatise ho jaati hai!”