Aly Khan ne show Hasna Mana Hai mein Mahira Khan, Humayun Saeed aur Babar Azam par khulay khayalat ka izhar kiya. Unhon ne kaha Mahira ko scripts soch samajh kar choose karni chahiye. Humayun par roles lene ka mazaahiya tanz kiya. Babar Azam ko speaking aur dialect behtar karne ka mashwara diya.