Rajab Butt aur Eman ki shadi ko bachane ke liye Allama Asif Raza Alvi maidan mein aa gaye. Khabar hai ke Allama sahab ne dono ke darmiyan sula karwane ki koshish shuru kar di hai aur divorce ka process rukwa diya hai. Umeed hai ke ye jora jald dobara aik ho jayega