Actress Merub Ali ne Instagram Q&A mein eik seedha aur impactful jawab de kar sabko hairan kar diya. Jab unse poocha gaya ke woh toxic logon se kaise deal karti hain, unhone kaha: “Main kuch nahi karti, Allah sambhal leta hai.” Social media par unka yeh calm aur spiritual reaction viral ho gaya, fans ne bhi unki thinking ki bohot tareef ki.