Actress Alizeh Shah ne social media par cosmetic surgeries ke taane dene walon ko karara jawab de diya. Unka kehna tha ke jo log unhein criticize karte hain, wahi DM mein poochte hain ke woh itni slim aur face itna sharp kaise bana. Alizeh ne kaha: “Agar tum afford nahi kar sakte to meri ghalti nahi.”