Hajra Yamin ne Umrah ada karne ka ruhani tajurba share kiye. Unhon ne bataya ke apnay paison se akele Umrah par jana un ke liye aik pur-sukoon tajurba tha. Hajra ka kehna tha ke is line of work mein hotay hue Allah ke ghar ka bulawa aana un ke liye yaqeen se bahar tha.