Director Anubhav Sinha ne herat angaiz khulasa karte hua kaha ke unhone apne career ki sabse bad film Ajay Devgn ke saath banai, Cash! Unka kehna tha ke Shah Rukh Khan ki Ra.One ke flop hone ne unhein emotionally tor diya. “SRK passionate aur compassionate insan hai,” Anubhav ne taareef ki.