Bollywood star Abhishek Bachchan ne apne 25 saal ke career mein pehli baar Best Actor Award jeet liya! Emotional speech mein unhon ne kaha, “Aaj main yahan apni biwi Aishwarya aur beti Aaradhya ki qurbanion ki wajah se hoon.” Abhishek ne award Amitabh Bachchan aur Aaradhya ke naam kiya, family pride moment!