Maaroof adakara Aiman Khan ke shandar makeover ne social media par dhoom macha di hai. Unke is naye aur stunning transformation ne fans ki tawajjah aik baar phir apni taraf khainch li hai, jis par social media par khoob charcha aur qism qism ke radd-e-amal samne aa rahe hain.