Pakistan ki Maroof judwaa Actresses Aiman Khan aur Minal Khan ne apni walida Uzma Mubeen ki salgirah apne khandan aur bachon ke sath dhoom-dhaam se manayi. Dono behnon ne apni walida ke sath muhabbat bhari yadein aur khubsurat tasveerein share kin, jinhe unke fans behad pasand kar rahe hain.