Kanwal Aftab ne sirf aik mahine mein 10 kilo wazan kam kar liya hai. Unke shohar Zulqarnain Sikandar ne bataya ke sakht dieting ki wajah se Kanwal ki tabiyat kharab aur kamzori mehsoos ho rahi hai. Kanwal mazeed 4 kilo wazan kam karne ka irada rakhti hain. Fans unki sehat ke liye duayein kar rahe hain.