Hajra Yamin ne adakaron ke influencer banne par baat ki hai. Unhon ne bataya ke adakar aur influencer do mukhtalif kaam hain, lekin social media ke maali faidey ki wajah se adakar ab influencers ban rahe hain. Is wajah se ab adakaron ke kaam se zyada un ki social media presence par kari tanqeed ki jati hai.