Pakistan ki mashhor adakara Mahira Khan ne Nabi Kareem (PBUH) ka aik farman share kiya hai jo Hazrat Imam Hussain (RA) se unki gehri muhabbat ko zahir karta hai. Is post me farmaya gaya hai ke ‘Hussain mujh se hai aur main Hussain se hoon’, jo unke khass rishtay ko dikhata hai.