Aliza Sultan ko social media par hijab hatane par kadi tanqeed ka samna hai. Aliza, jo aam taur par hijab mein decent content share karne ke liye jaani jati hain, haal hi mein hijab ke baghair aik reel post ki. Is tabdeeli ne un ke fans ko hairan kar diya hai aur log unse narazgi ka izhaar kar rahe hain.