AC se nikalne wala pani log bekaar samajh kar zaya kar dete hain, lekin yeh bohat qeemti hota hai. Yeh chemical-free aur distilled water jaisa hota hai. Podon ko paani dene, farsh, gari, bathroom dho ne, battery aur istrii mein istemal ho sakta hai. Agar sahi tareeqa se akatha kiya jaye to kapray aur bartan bhi dhoay ja sakte hain.