Famous YouTuber Zaid Ali ki walida Naheed Noor ne drama ‘Dar-e-Nijaat’ par apna khula bayan diya hai. Unhon ne kaha ke Abu Bakar jaise larke sirf dramon mein hote hain. Unhon ne khawateen ko aisi baaton par sakht warn kiya aur Zaryab jaisi harkaton par bolte hue aik bara bayan de diya.