Mashhoor Pakistani singer Aima Baig ne apna Instagram account deactivate kar diya hai, jiske baad fans ne social media par kai sawalat uthaye hain. Aima ke account par “User not found” likha aa raha hai, jis se loug andaza laga rahe hain ke ya to unhon ne break liya hai ya koi personal wajah hai.