Maroof adakara Aina Asif ne ‘Good Morning Pakistan’ mein baat karte hue kaha ke unhein bade hone se darr lagta hai. Unhon ne bataya ke baron ko hamesha pareshani mein dekh kar wo khaufzada ho jati hain, kyun ke bada hone ka matlab responsibilities ka bojh utha na hai.