Shahnaz Gill ne clarify kiya ke unka aur cricketer Shubman Gill ka koi khoon ka rishta nahi hai. Dono ka family name eik hi hai aur shayad door ke rishtedar ho sakte hain, lekin asli mein woh sirf alag professionals hain. Shahnaz ne Shubman ko bohot acha insan aur talented cricketer bhi bataya.