Adakara Iman Khan ne khulasa kiya ke woh aise life partner ki talaash mein hain jo itna strong ho ke har mushkil waqt mein unke saath stand kare. Unhon ne kaha ke drama Chaalbaaz mein unka character “Rohan” jaisa admi agar asal zindagi mein mil jaaye, toh woh unka ideal partner hoga.