Pakistani host aur actress Aamna Malik ne live show Hansna Mana Hai mein bataya ke unhone apni gumshuda cheezen jinnat se wapas mangwayi. Aamna kehti hain ke jab unke paise ya cheezen gum ho jaati hain, to woh jin se baat kar leti hain aur cheezen wapas mil jaati hain. Unhone khatmal ke maamle ka bhi mazahiya waqia share kiya.