Ahsan Khan ne khulasa kiya ke unhon ne apni biwi aur bachon ke liye apni social life qurbaan ki۔ Ahsan ne bataya ke unka khandaan Lahore chhor kar Karachi shift hua, jahan unki biwi ke na dost the na rishtedaar۔ Unhon ne kaha ke main ne bhi apni social activities kam kar di taake apni biwi ko support kar sakoon.