Karan Johar ne apne dad, Yash Johar, ke bare mein pyar bhari yaadein share ki! Unhone kaha ke jab Kuch Kuch Hota Hai release hui, unke dad ne unhe James Cameron samajh liya aur kehte, “Mera beta director number 1 hai, globally!” Karan ne bataya ke unke dad ne hamesha unko support aur pyaar kiya.