Ramsha Khan ne khulasa kiya ke showbiz industry mein khud pasand logon ki kami nahi hai, lekin wo “jaisa des waisa bhes” ke formula par amal karti hain. Unhon ne kaha ke aise logon ke saath professional tor par acha rawayya rakhti hoon, magar asli zindagi mein unse milna aur rabta rakhna pasand nahi karti.