Bigg Boss 19 ki contestant Farhana Bhatt ke khandan ne Amal Mallik ki khaala Roshan Girri Bhinder ko “dehshat gard” kehne par 1 crore rupay harjane ka legal notice bhej dia! indian media ke mutabiq, Roshan ke eik interview ne naya tanaza khara kar dia. Farhana ke family ne kaha “Izzat aur waqar se legal rasta ikhtiyar kiya hai.”