Salman Khan ko misleading pan masala ads par legal notice ka samna! Rajasthan ke Kota Consumer Court ne unke khilaaf notice issue kiya hai. Shikayat mein kaha gaya ke Salman ne “saffron-infused pan masala” ka jhoota daawa karke consumers ko ghalat rah dikhayi. Petition mein kaha gaya “Youth ko ghalat paighaam diya ja raha hai.”