Senior actor Mehmood Akhtar ne talk show Gup Shab mein khul kar kaha ke Pakistani dramas par Western agenda ka asar barhta ja raha hai! Unhone daawa kiya ke “West funded scripts” ban rahi hain jo hamari society aur culture ko tabah kar rahi hain. Mehmood Akhtar ne kaha “Drama makers khush hain, magar nateeje khatarnaak hain.