South Indian actress Rashmika Mandanna aur actor Vijay Deverakonda ki “secret engagement” ki afwahen dobara tezi se phail gayi hain. Reports ke mutabiq dono ne 3 October ko eik private ceremony mein sirf close rishtedaron ke darmiyan mangni ki. Show par Rashmika ke haath ki chamakti anguthiyan aur Vijay se related mazaak ne fans ke shak ko yaqeen mein badal diya.