Chicago mein Ayeza Khan aur Danish Taimoor ki fans se mulaqaat ki video viral ho gayi hai! Event ke doran Ayeza ne Danish ki on-screen romance par mazaak karte hue kaha, “ab mere sath bhi romance karke dikhao.” Danish ne hans kar jawab diya, “Ghar par bohot romance hota hai,” jis par fans ne zor daar taliyan bajain.