Pakistani actor Naumaan Ijaz ne social media par eik bold bayan diya ke “Main social media ki wajah se nahi hoon, social media meri wajah se hai.” Unhon ne kaha ke unki pehchan kisi platform ki mohtaaj nahi, balke social media unke naam se pehchana jata hai. Fans ne is bayan par garam behas shuru kar di.