Actor Zahid Ahmed ne podcast mein bold bayan dete hue kaha ke social media shaitaan ka kaam hai! Unhone kaha ke jo log is par content banate hain, “woh jahannum mein jayenge.” Zahid ne maana ke unka ye stance logon ko sakht lagega, lekin unke mutabiq social media ne insaan ko sabse zyada nuksaan pohchaya hai.