Bollywood ki Dream Girl Hema Malini ne eik dafa Shah Rukh Khan ko “Badsoorat” keh kar sirf ₹50,000 mein apni film “Dil Aashna Hai” ke liye sign kiya tha! Producer Vivek Vaswani ke mutabiq, us waqt Salman aur Aamir ne role reject kiya tha, tab Hema ne Shah Rukh ko cast kar liya.