Actress Swara Bhaskar ne khulasa kiya ke unhone Aditya Chopra se Salman Khan ki film Sultan ka hissa banne ki guzarish ki thi, magar unhone mana kar diya! Swara ne kaha ke wo industry mein outsider hain aur kaam maangne mein kabhi sharam mehsoos nahi karti. “Jo bhi hasil kiya, mehnat se kiya,” unka bayan.