Ananya Panday aur Lakshya ki pehli romantic film Chand Mera Dil ab confirm ho gayi hai ye film 10 April 2026 ko cinemas mein release hogi! Dharma Productions ki iss movie ko direct kar rahe hain Vivek Soni, jabke producers hain Karan Johar, Adar Poonawalla, aur Apoorva Mehta. Ye Ananya aur Lakshya ki pehli on-screen jodi hogi!