Shah Rukh Khan aur Salman Khan ki dosti hamesha ups and downs ka shikar rahi hai. 2004 mein SRK ne Koffee With Karan par kaha ke unhone apne parents ke dead bodies ko hug kiya lekin kabhi Salman ko nahi kyunke unke liye “sorry kehna” mushkil hai. Unhone maana ke agar Salman naraaz hai to ghalti unki apni hai.