Actor Zahid Ahmed ka Gen Z ko shadi par meaningful mashwara! Unka kehna hai ke “rishte kabhi perfect nahi hotay, shadi mein utar-chadhav dugne hotay hain.” Zahid ne kaha ke shadi tab chalti hai jab sabr aur bardasht sikhi jaye “agar partner ki 7 cheezein pasand hain to 2 bardasht karna seekho.” Fans ne unke words ko “real aur inspiring” kaha!