Pakistani actress Nawal Saeed ne apne misaali shohar ki khasusiyat bata di! Ushna Shah ke show mein Nawal ne kaha ke wo abhi single hain aur apne partner mein ba-adab, meherban aur bardasht wala mard chahti hain. Unhone kaha, “Main show-off ya mushkil mizaj log pasand nahi karti, mujhe eik green flag insaan chahiye!”