Areej Fatima ne apne hijab par tanqeed karne walon ko karara jawab diya! Unhone kaha ke log unhe beja mashware dene lage hain, jaise unke paas unhe guide karne ka license ho. Areej ne kaha ke hijab lena unka personal safar hai, is liye logon se guzarish hai ke unnecessary advice dena band karein. Fans ne unki support ki.