Annu Kapoor apne Tamannaah Bhatia par diye gaye naazeba comments ki wajah se social media par troll ho gaye! Eik YouTube interview mein unhon ne Tamannaah ke “aaj ki raat” gaane aur unke appearance par ghair munasib alfaaz bole. Fans ne unke bayan ko “tauheen amaiz” qarar diya, log kah rahe hain, “Aise senior se ye umeed nahi thi!”