Amazon Prime ki hit series “Mirzapur” ab film banne ja rahi hai! Nayi cast mein Sonal Chauhan bhi shamil ho gayi hain, jinhon ne film ke event mein bhi hissa liya tha. Sources ke mutabiq, story top secret hai lekin Sonal ki entry se kahani aur thrilling banegi. Film mein Pankaj Tripathi, Ali Fazal, Divyenndu aur Shweta Tripathi bhi nazar aayenge