Sarwat Gillani ne bada inkishaaf karte hua kaha, “Mujhe istemaal karke chhor diya gaya!” Unhone Humayun Saeed ki team par ilzaam lagaya ke Jawani Phir Nahi Aani 2 ke doran unke saath badtameezi hui aur unka role bhi kaat diya gaya. Actress ne kaha wo part 3 mein kaam nahi karengi “izzat pe samjhota nahi!”