Suhana Khan ne Manish Malhotra ki party mein Madhuri Dixit ko “pehle aap” keh kar sab ke dil jeet liye! 25 saal ki Suhana ne adab aur tameez ka zabardast namoona dikhaya pehle Madhuri ko pose dene diya aur khud baad mein photo khinchwayi. Video viral hai, fans keh rahe hain: “King Khan ki beti bilkul sanskari princess hai!”