Bobby Deol ne khulasa kiya ke dono betay Aryaman aur Dharam Deol actor banna chahtay hain! Unhone bataya Aryaman jaldi Bollywood mein entry karega aur hard work kar raha hai. Bobby ne kaha “mehnat ke bagair success nahi milti.” Saath hi apni wife Tanya ko sabse bada support system kaha.