Actress Amna Malik ne eik morning show mein ro kar apne teen miscarriages ka dardnaak waqia yaad kiya. Unhone bataya ke unka eik bacha 7 mahina aur doosra 5 mahina ka tha jab kho diya. Amna ne kaha ye zindagi ka sabse takleefdeh lamha tha. Unki chhoti beti teen miscarriages ke baad paida hui.