Urvashi Rautela par fans ne Priyanka Chopra ki social media posts copy karne ka ilzaam laga diya! Logon ne notice kiya ke Urvashi ne Priyanka jaisi hi Instagram posts share ki. Jab poocha gaya to Urvashi ne kaha: “Mujhe nahi pata aap kia baat kar rahe hain.” Unhone kaha Priyanka unki favourite icon hain aur wo unhe follow karti hain.