Gauri Khan ke birthday par purani baat viral, unhone kabhi socha tha Shah Rukh Khan Bollywood mein successful nahi honge! Eik purane interview mein Gauri ne kaha tha, “Mujhe laga tha yeh sab bakwas hai.” Aaj wo eik successful producer aur designer hain, aur Red Chillies Entertainment ke saath SRK ke blockbusters Pathaan aur Jawan bana chuki hain.