Actress Fiza Ali ka shock kar dene wala inkishaaf! Eik TV show mein unhone bataya ke set par team se jhagra hone par unhone paye pakaye aur unmein neend ki, dard ki aur khansi ki goliyan mila kar team ko khila di, Fiza ne maana: “Yeh mazaak khatarnaak tha, baad mein samajh aaya.”